Wednesday 14 September 2011

DEKHA_HA

Dekha Hai Aise Bhi
Gharko mein nikla, tanha akela
Saath mere kaun hai, yaar hai mera
Jo bhi karna tha, kar aa gaya main
Pyaar ko hi maanthe chalte jaana
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Apne bhi dil mein basaaye huye kuch iraade hain
Dil ke kisi koney mein kuch aise vaade hain
Inko liye jab hum chaley nazaare bhi humse miley
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Hanste hanste yun sub ko manaate hum jaayenge
Barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge
Pyaar rahe, inke liye
Jo dhoonde woh unko miley
Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai
Chaahton ke daayre mein, rukna farz hai
Koi kehta hai, ke ghar aagaya hai
Aarzoo bhi arz hai, ke badthe jaana
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Dil ke jharoonko mein ab bhi mohabbat ke saaye hai
Reh jaaye jo baad mein bhi hamaare woh paaye hain
Inke liye, ab hum chaley
Hazaaron mein hum bhiomiley
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi

No comments:

Post a Comment