Wednesday 14 September 2011

JAB_HUM_

Jab Hum Chhote The
Jab hum chote hote the, socha thi ki yeh aisa hoga
Yeh zamaana kyon aisaa hai, meri jaan
Ab hum bade ho gaye hain
Dekha hai ki yeh aisaa hai, yeh zamaana kyon aisaa hai
Meri jaan...
Rastey hain wohi, hai to pyaar ki kameen
Main jo dhoondta hoon mile kahan
Yeh kal to ek bahaana, zamaana
Sab ko kuch na kuch kar ke dikhana
Gulshanon ki kamee hai
Zindagi kaaton se bani hai
Nafratein bhi hain yaheen
Aur pyaar ki kamee
Rahi dhoonde kya tu ab yahan
Badley mausam, badley hum
Jaane ab anjaane ho gaye
Jaan kar hum ho gaye anjaan
Josh zyaada hosh kam
Hairaan hain, pareshaan hai sab
Qayamat nahin to yeh kya hai, meri jaan
Yeh zameen yeh aasmaan, phir milenge do jahaan
Banega phir se naya aashiyaan
Imtihaan ki ghadi hai, saji hai
Jaise yeh din raat se judi hai
Jisne jaana usi ne pehchaana
Sadaa yeh dil ki usi ne suni hai
Raaste khule vaheen
Hai nayi ye zindagi
Rahi chal diya hai tu ab kahaan...

No comments:

Post a Comment