Sunday 30 December 2012

mast - pucho na yar

Mast

Pucho na yaar kya hua
--MALE--
Puchona yaar kya huaa,
Unka deedar kya huaa,
Sapne mere rang laye haa laye
Usne kaha mein teri hu janaa
Pucho na yaar kya huaa

--MALE--
Ye sab huaa kaise

--MALE--
Pizza ke leke order
mein gaya bangle ke andar
meine ting ting bell bajayee
Phir kya hona tha a bhai
Mere pyar ke khushboo se woh
Kholne darwazaa aaye
Ladgayee ye dono ankhen
Thodi sharmayee muskayee
Uske seene mein bhi dhakdhak
Mere seene mein bhi dhakdhak
Uske seene mein bhi dhakdhak
Mere seene mein bhi dhakdhak

--Chorus--
Phir kya huaa - 4
Bolna yaar

--MALE--
Pucho na yaar kya huaa
Unka deedar kya huaa
Sapne mere rang laye ha laye
Usne kaha mein teri hu janaa
Pucho na yaar kya huaa

--MALE--
Kya purane record ki tara atak raha hai ha,
kya tera hamesha ka ye hi locha,
Intrest mein lata aur ataka deta hai
Aoi sala tereko malum hai apne ko kitna khooshi hota hai
Age bataa

--MALE--
Cellular pe call aaya,
Usne nau ka button dabaya,
Telephone ka vo receiver,
Rakhdiya jhatse ulatkar,
Hosh tha behosh bhi tha,
Mere dil mien josh bhi tha
Mien ne bola mein hoon aashiq,
Tum ko chaho be tahasha,
mein ne uska haath pakdkar
Kehdiya jo bhi kehna thaa -- (2)

--Chorus--
Phir kya huaa -- (4)
Aage batana yaar.

--MALE--
Pucho na yaar kya huaaa
Unka deedar kya huaaa
Sapne mere rang laye ha laye
Usne kaha mein teri hu janaa
Pucho na yaar kya huaaa
Ye to kamal hogayaa
Tu to maalamaal hogayaa
Mohabat ke khazane mein
Ek minute Ek minute,
Usne kuch kaha ke nahi yaar,
Usne meri aakhon mein aakhe.n daalkar kaha.

--FEMALE--
Hogayi hoon mein tumari
Dil tumhe mein ne de dalaa
Mujh ko duniya ki nahi parva,
Tum ho majnu mein hu lailaa,
Kon ho tum kaha se aaye
Tum se mein ye na puchongi,
Tum mile sabkuch mila hai,
Tum ko jeven bhar cahaungi,

--MALE--
Phir kaha baton baton mein
Lelo mujhe tum bahon mein, -- (2)

--Chorus--
Ab bus huaa -- (4)

--MALE--
Tu bandkarde dekhnaa,
Pakada gaya dekhnaa,
Karte hai hum ye dua us khoda se,
Hojaye such ye tera sapna yaara
Lala lala lala lala lala..

No comments:

Post a Comment