Sunday, 30 December 2012

dil se - dil se re

Dil Se

Ho Ek Suraj Nikla Tha Kuch Paya Pighla Tha
Ek Aandhi Aayi Thi Jab Dil Se Aah Nikli Thi
Dil Se Re Dil Se Re
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Piya Piya Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Dil Se Re Dil Se Re

Do Patte Patjhad Ke Pedon Se Utre The
Pedon Ki Shakhon Se Utre The
Phir Utne Mausam Guzre Woh Patte Do Bechaare
Phir Utne Mausam Guzre Woh Patte Do Bechaare
Phir Ugne Ki Chahat Mein Woh Sahraon Se Guzre
Woh Patte Dil Dil Dil The Woh Dil The Dil Dil The
Dil Hai To Phir Dard Hoga Dard Hai To Dil Bhi Hoga
Mausam Guzarte Hi Rahte Hain
Dil Se..

Bandhan Hai Rishton Mein Katoon Ki Tarein Hai
Pathar Ke Darwaze Deewarein
Bele Khilti Ugti Hain Aur Gucche Bhi Khilte Hain
Woh Chalte Hai Afsaane Kirdaar Bhi Milte Hai
Woh Rishte Dil Dil Dil The Woh Dil The Dil Dil The
Gham Dil Ke Pad Chulbule Pani Ke Yeh Bulbule Hain
Bujhte Hi Bante Rahte Hain ...
Dil Se ...

No comments:

Post a Comment