Sunday, 30 December 2012

knph - ek pal ka jeena

Ek Pal Ka Jeena

Ek pal ka jeena, phir to hai jaana,
Tohfa kya le ke jaiye, dil ye batana
Khali haath aaye the hum, khali haath jaayenge,
Bas pyar ke do meethe bol, jhil milayenge,
To hans…kyun ki duniya ko hai hasana
Aye mere dil tu gaaye ja……
A aye….. aa a……aaye…..aa
Oh…aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai, haan koi sapna bhi hai
Oh….duniya mein tera koi apna bhi hai, han koi apna bhi hai
Ek chehra khaas hai, jo dil ke paas hai,
Hothon pe pyaas hai, ek milne ki aas hai,
Dilbaro ka magar, kahan koi thikana
Aye mere dil tu gaaye ja
A aye…. Aa…a….aaye …..aa
Oh…jeewan khushiyon ka ek, jhoka sa hai,
Haan koi jhokha sa hai
Oh…aur yeh jhonka ek, dhokha sa hai, haan koi dhokha sa hai
Yeh kaisi hai khushi, jal jal ke jo bujhi,
Bhujh bhujh ke jo jali, milke bhi na mili
Doston par kisi haal mein na ghabrana, aye mere dil tu gaaye ja
A aaye…..aa a……aaye…..aa

No comments:

Post a Comment